Sardi ki vo raat thi,aur paas me jalti aag thi, Abtak to tanha jiye the ham,par shayad aj milan ki raat thi, Na jane kyu laga,par aaj unki chhuan me kuch baat thi, Aag to jal rahi thi magar,vo sardi bhi kuch khas thi.... Unki baaho ki garmi me ban k mom,pighalte rahe saari raat ham, Aur us aag me jalte rahe vo,jo anjaane me sulga rahe the ham, Saanso se saanse takraai to,hone lagi tez dono ki dhadkan, Aur hotho k angaaro ne jab chooma hame to sar se paao tak jal uthe ham... Iahq ki aag kab bujhti hai bujhaye, Dariya ho chahe samundar me doob jaye, Jinko milaya hai khud khuda ne, Milenge vo zarur,chahe duniya idhar ki udhar ho jaye... Regards Aaditya Gupta |
Check out the all-new face of Yahoo! India. Click here.
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment