Kya naam du is rishte ko tere mujhe maloom nahin.. dil kehta hai ke hai ye bahut purana rishta vahee rishta.. jo chand ka hai chandni se.. sitaro ka hai aasma se.. hi. samunder ka hai gehraee se.. jism ka hai aatma se.. phoolo ka hai khooshboo se.. suraj ka hai roshni se.. kya naam du is rishte ko tere mujhe maloom nahin.. kuch hee dino kee ye mulakato ne bechen kur dala hai dil ko khayal rehta hai tumhara hur dum, hur pal, hur lumhah.. chavi hai tumhari ankho mei khooshboo hai tumhari sanso mei tum duur ho tuo paas ho pass ho to duur ye kya hai ? kyu hai ? kaise hai ? kuch maloom nahin.. is rishte kee hud mujhe maloom nahin kya ye sahi hai ya galut ? mujhe maloom nahin kya naam du is rishte ko tere mujhe maloom nahin....... .. | |
--
Darde Sitam Sah Gaye,
Bejubaan Ki Tarah|
Aankh Bhar Aayee Meri,
Toofan Ki Tarah|
Dile Dard Hame Karne Laga,
Kuch Choor Is Kadar|
Arma Mere Bikhar Gaye,
Toote Makan Ki Tarah|
નેહા પરીખ
नेहा परीख
No comments:
Post a Comment